dil का अरमान के खुली हवा हो …
और उसे सांस मे भर लेने का dil करे
आखों के आगे न ज़मीन हो न आस्मान …
और चलते चले जाने का dil करे
ऊपर देखूं तो कुछ तारे मुझसे बात करने के लिए नीचे हो जाएँ …
और मेरा sirf उनको niharne का dil करे …
कहीं दूर पहाड़ के पीछे से बांसुरी की आवाज़ आये …
और मेरा भी कुछ गाने गुनगुनाने का dil करे …
कहीं दूर एक झरने से पानी के गिरने की आवाज़ आ रही हो …
और उस आवाज़ मे खो जाने का dil करे …
एक् रेलगाडी की सीटी सन्नाटे को चीरते हुए मेरे कानो तक पहुंचे …
और फिर वापस घर जाने के dil करे …
+++++++++++++++++++++++++
Dil ka armaan ke khuli hawa ko…
aur Saans lene ka dil kare
aakhon ke aage na zameen ho na aasman…
aur chalte chale jaane ka dil kare
upar dekhoon to kuch taare mujhse baat karne ke liye neeche ho jayen…
aur mera sirf unko niharne ka dil kare…
Kahin door pahad ke peeche se baansuri ki aawaz aaye…
aur mera bhi kuch gaane gungunane ka dil kare…
kaheen door jharne se paani ke girne ki aawaz aa rahi ho…
aur us aawaz mein kho jaane ka dil kare…
ek railgaadi ki seeti sannate ko cheerte hue mere kaano tak pahunche…
aur phir wapas ghar jaane ke dil kare…